Breaking

Thursday 20 July 2017

What Is Amazon Prime ?? What Benefits Of Amazon Prime Membership?? In Hindi

Amazon Prime Kya Hai-Amazon Prime Se Kya Hai Benefits

Amazon Prime Se Kya Hai Benefits,Dosto hum sab jante hai ki internet ka use sabse jyada hota hai.internet ki wajah se sab asani se jaan sakte hai.Es ke liye apke pas smart phone or internet canetion hona chhiye.ab online se hum kuch busy or sell asani se kar sakte hai. internet pe sab websites di gayi hai or us ke bare me information bhi di gayi hai.
dosto sab online ho jane se ab hum online apne gar bethe koi bhi chij kharidna ho toonline mangva sakte hai . jis se hamara time bhi bach jayega or paisa bhi.ab Esi websites hai jis se hum apni koi bhi chij online kharidi kar ke apne gar bethe mangva sakte hai.

Dosto aaj hum online shoppping ki website amazo ke bare me janege ,amazon prime kya hai or uske benefits kya hai. woh hum Es post se janege.

AMAZON

Amazon ak online shopping ki popular websites hai. yeh ak american multinational E-commerce or cloud computing company hai.Es websits ko jeff bezos ne 1994 me banaya tha . yah ak online shopping ki bahut hi badiya or popular websites hai .jis se aap online shopping asani se kar sakte hai ,Amazon Prime Kya Hai-Amazon Prime Se Kya Hai Benefits
yeh company duniya ki sabse badi shopping or E-commerce company hai.yah company apni websites pe bahut se products sell karti hai .dosto jis se apko online se es websites se jo bhi kharidna ho woh aap gar bethe online koi bhi chij ko mangva sakte hai.or jis ka pement bhi online karna padta hai.

AMAZON PRIME KYA HAI

Amazon ne apni prime membership ko india me launch kar diya hai.hay india me ak bestor popular shopping ki  company hai.amazon prime amazo e commerce websites hai jis sabse jyada log apne jarurat ki chijo ko purchase karte hai.
yah websites indiame pahle se hi chal rahi thi lekin pahle koi products 499/rs ya ese kam price ka parchase karte the to amazon ko dilivery charge ko shopping karne ka kuch extra charge bhi dena padta tha. kai chizo me delivery charge apke products se bhi jyada ho jata tha.

Es tarah ke charge ko customers ko dekhte huye yeh amazon ne prime service ko  launch kiya hai .amazon prime ak online shopping websites hai jise se hum apni jarurat ki chijo ko es websites se online karidi karke apne gar bethe mangva sakte hai.
hum jo bhi mangva te he es ki home delivery hamare gar tak ki jati hai. flipcard.com, myntra.com, snapdeall.com,teh sari websites online selling ka kam karti hai.lekin ab in sab me online shopping ke liye sabse jyada amazon ki website ka use hota hai. amazon ne ak naya feature ko add kiya hai jis ka name amazon prime hai.
Amazon prime service ko aap 60 day tak free me use kar sakte ho.60 day apko trial pack ke tarah apko milege or 60 day ke baad 1 year ka apko 499/rs dena padega.amazon prime service sirf 60%product pe available hai.Amazon Prime Se Kya Hai Benefits
ab aap soch rahe hoge ki kaise jane ki jo products hame choose kiya hai wo amazon prime me hai ya nahi.eske liye products prime amazon pe available hoga wo products me prime ka logo[nisan] laga hoga or es logo dekh kar apko pata chal jayega jo product apne select ki hai wo amazon prime hai ya nahi.

Amazon Prime Se Kya Hai Benefits

  • Amazon prime service india ke 100 se jyada city me apne customer ke product 1 ya 2 din me free delivery kar jata hai.agar aap prime me member ho jate hai to apko koi bhi Extra charge nahi dena pdta hai jo apko pahle dena padta tha aur ye apko sirf 2 din me hi apki chiz ko free me delivery kar dega.

  • Es me free delivery ke koi minimum value nahi rakhi gayi. agar apne 30 rs ki price ka koi product seletct kiya hai to bhi apko apne product ki delivery ka koi bhi charge nahi dena dena hoga.Es ki home delivery free rahegi.

  • Amazo prime ki khas bat koi bhi new offer ya flash sale ki jankari sabse pahle amazon prime ke user ko hi milegi.

Membership Liye Kya Kare

Amazon ke membership ke liye apko sabse pahle amazon.in open karna hoga Es me logo[nishan]  ke niche try prime name se ak link milega jaha par apko click karna hoga,ya Es ke home page pe ak bada banner show hoga vistor ko join karne ke liye likha hua hoga jinhe apko account se login karna rahega Es ke baad apko 60day ke liye bina koi charge pay kiye bina aap prime ban jayege,Amazon Prime Se Kya Hai Benefits
agar apko service continue rakhna chahte hai to 499 Rs ka charge 1 year ke liye pay karke benifit le sakte hai , jab bhi aap sign in karege apke device pe sabhi categories aa jayegi fir aap koi bhi categories pe click karke product kharid sakte hai.

No comments:

Post a Comment