Breaking

Tuesday 25 July 2017

A Simple Mobile Camera Convert To A DSLR Camera 100% Working

Android Phone Me DSLR Camera Jaise Photo Click Kare



Dosto DSLR Jaisi Images Khichne K liye Hume Kuch Requirements Chahiye 

1.Google Camera Apk 

2.What Is DSLR

3.A Little Knowladge Of Photography



Android Phone Me DSLR Jaise Images Kaise Le


Google Camera App Ko Download Karna Dosto Ye Aapko Playsore Me Nahi Milega Niche Maine Iska Link Diya Hua Hai

 Download Karne Ke Baad Iske Aap Install Kar Le  Or Open Karne Par Feature/Option Ke Help Se Aap DSLR Effect De Sakte Hai

Google Camera Me Lens BLur Ka Option Hai, Photo Sphere, Panorama Jaise Aur bhi Usefull Feature Hai

Ab Aapko Photo CliCK kARNA Hai Photo Ke Sath Me Koi Nahi Hona Chahiya Par Uske Background Me Ho to Chal Jayega.

Jab Aap Photo Click Karne KE Kuch Secound Baad Aapko Bolega Ki Mobile Ko Slowly Uper Uthao 

Ab Aapki Photo Captured Ho Jayegi Aur Kuch Secoud Me Apki Memory me DSLR Effect Wala Photo Save Ho Jayega

Photo Kichte Samay Aapko Kuch Dhyan Me Rakhna Hai

1.Jiski Aap Photo Khich Rahe Ho Wo Object Sigle Hona Chahiye

2.Jaha Aap Photo Khinch Rahe Ho Wahan Paryapt Roshni(Light) Honi Chaheye 

3.Mobile Introduction Me Aapko Screen Ko Move Karne Ko KAHA Jayega To Aap THoda Hi Move Kare Jyada Move Na Kare


Niche Maine Google Camera App Ke Link Diye Hue Hai Wahan Se Aap Download Kar Lijiye

Google Camera (Android 4.4)




Aapne Android Version Ke Hisab Se Download Kare


DSLR Kya Hai Jankari In HIndi?


Digital Single Lens Reflex Ko DSLR Kaha Jata Hai

No comments:

Post a Comment