Breaking

Wednesday, 19 July 2017

Dual Audio Movies Ke Audio Ko Kaise Edit Kare Computer Me Bina Quaility Khoye In Hindi

Hii Dosto Welcome To Learn Technologee, Dosto Hum Sabhi ko  Movie Dekhna Passand Hai,movie hum internet se download karke dekhte hai  jyadatar movie mkv formate me hoti hai jise torrent yaa other site se hum download karte hai  uske audio video ka coding aisa kiya gaya hota hai ki humee koi bhi movie kam se kam GB ya Mb me mile uske liye jo incoder hai uski audio ko video ko alag formate me change kar deta hai jiski wajah se some mobile phones me wo chal nahi pate,some time only audio aata hai to some time only video  so iske liye aik sofware hai to jiska naam mkvtoolnix hai isme aap audio subtitle etc.ko edit kar sakte ho iske liye pahle aapko us movie ko mkvtoolnix me import karna padega fir audio ko extract karna hoga fir  koi bhi converter software ki madad se audio ke formate ko chage karna hoga  fir converted audio ko fir converted audio ko orginal audio ke jagah me replace karna hoga start mixing me click karna hoga is software ka khasiyat ye hai ki video ka jo quility hota  hai wo usi quality me hota bilkul change nahi hota hai mkv toolnix aap iis link se download kar sakte hai


http://filehippo.com/download_mkvtoolnix_for_windows/

No comments:

Post a Comment